Kuch khubiya to hai, lakin bahut khub nahi hai.
Tamna hai dunai ke har chhor pe janna jau.
Puri duniya ko apna aasiyan banau.
Manta hun ki….
Aassan nahi hai es jahan mein pahchan banana
Itna hai muskil jese falak se tare tod lana.
Lakin iske siwa mere pass koi chara nahi hai
Bina tare tode mera guzara nahi hai
Khamiyon ko khubiyo mein badlna hai mujhe
Thokre khake bhi sambhla hai mujhe
Khwab hai jo aaj kal hakikat bane esa kuch karma hai
Gumnamii hai jo aaj, kal meri pahchan bane esa kuch karma hai
Kar paunga esa kuch ye mein nahi janta
Lakin bharosa hai us par jise sara jag vidwan manta.
(To be continued...)
No comments:
Post a Comment